Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the.
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.