Ek truck doosre ko khench k ja raha tha ,, Yeh dekh k ek sardar zor zor se husney laga or zameen pe lotpot ho gia or bola " ek rassi ko uthanay k liye 2 2 truck"
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.
''ALLAH AAP KI UMAR LAMBI KARE!
ALLAH AAP KO NAUKRI DE!
ALLAH AAP KO KHUSH RAKHE!
ALLAH AAP KI ROZI MAIN BARKAT DE!
YAAD HO GEYA?
CHAL PHIR KATORA UTHA OR SHOORU HO JA.''