Pathan Pilot Kamyabi K Baad

Pathan Pilot Kamyabi K Baad
Pathan Pilot Kamyabi K Baad Apna Jahaaz Land Kernay Pe Bohat Khush Hua..

Nichay Utarnay Pe Staff Ne Usay Hatho Hath Lia Or Airman Uski Wardi Utarnay Me Help Karnay Lagay..

Pathan (Fakhar Se):
Aaj Main Ne India K 4 Jahaaz, 2 Helicopter Or 1 Aabdoz Ko Mara Hai..

Airman:
Wo Sub To Theek Hai Lekin Sir G Ap Ne 1 Ghalti Ker Di Hai..

Pathan:
Kon C Ghalti?

Airman:
Bas Ap Isi Khushi Me India He Land Kar Gaye Hain..=P:-D
  

Apr, 11 2011     419 chars (3 sms)     3694 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ek Faqeer Bachi Se

ALLAH K Naam Par De Beta

Bachi
Main Beta Nahi Beti Hun

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Beti

Bachi
Mera Naam Nusrat Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat

Bachi
Mera Pora Naam: Nusrat Parveen Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat Parveen

Bachi: Ye Hui Na Baat
Ab Maaf Karo Baba
Baa Adab

Baa Mulahiza

Hoshiyaar


Pagaloon K Shehanshah


Pakistan k Bewakofo k sartaj

Noor e chasham

Tajdar e Paglistan

Msg recieve kar rahay hainnnnnnnnnnn
MAY U B WOT U HOPE TO B,
C ALL U WANT TO C...
DO ALL WOT U WANT TO
MAY YR EVERY WISH COMES TRUE...
"A VERY HAPPY BIRTHDAY TO U"
Wife: Suna hai k jannat main husband ko wife ke sath nahi rehne detay
Aisa kyun?
Husband: Arey paglee, isi liye to usay jannat kehte hain..
Why are wives more dangerous than the Mafia?


The mafia wants either ur money or life...

The wives want both!
Bari Mushkil Se

Hum Aap K Liye

Aasmaan Se Taare Torne Gaye

But

Wahan Ja Ker Yaad Aaya

k

Shopping Bag

to

Ghar Bhool Gaye
Yeh Sun Kar Dimagh He Ghoom Gaya Faraz,



Jab Meri Dadi Ne Call Kar K Mujhse Pocha:

.
.
.
.
.

Tum FaceBook Pe Ho?
Aaj ka sawal Prime Minister Gillani sy...

Srinlankan team hamly mei koon involve hai..?
A. India
B. Taliban
C. America
D. Zrdari sy poch kar bataon ga..

GILANI.. D. Zardari sy puch kar bataon ga... =P ;->
KHUSH KISMAT HAIN AP K HUM AP KI DOSTI KO ITNI SHIDAT SE CHAHTY HAIN.....WARNA HUM TO WOH CHEZ HAIN JIN K KHUWAB MAY BHI LOG APPOINTMENT SE ATAY HAIN:-):-):-)
Na Mujhe Kisi Ka DIL Chahiye


Na Mujhe Kisi DARD Ki Talash Hai


Mere Phone Ko Jo Apna Samajh Kar BALANCE Dalwaye

Muje To Us dost Ki Talash Hai..
Fresh Flowers for you...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
What r u looking for...???



Flowers..?




Have some sense yaar..Yeh mobile hai Gamla Nahin:..
Apni saanson ko rok lijiye,


Dil ki dharkanon ko thaam lijiye,


Dil ki gaheraai se mera naam lijiye,


Bus ab normal ho jaiye aur apna kaam kijiye..
:-).