''Kya bataen tujhe mere dost ab k saal,
Ja rahy thy yaadon ko dil main liye sambhaal,
1 Ajnabi ne achanak jo rok kar kahaa.
Chal oye!!! Mobile nikaal...''
Pathan Ro Raha Tha
Admi;Kya Howa?
Pathan"Yara Hum Udas Ha Jis Say Pyar Karta Hay Uska Chumi B Nahi Lay Sakta"
Admi;Kion?
Pathan:Yara Uska Shave Boht Chubta Hay
Jo mujhe bhool jai
Uska mobile toot jai
Charger jal jai
Uski sim block ho jai
Miscall kare to receive ho jai
Card load kare to balance hi na Aaye. Ååmèn