Husband- Ek writer ne likha hai ki "Shohar ko bhi ghar ke mamlo mein bolne ka haq hona chaahiye..."
Wife- Woh bechaara bhi dekho likh hi paya, Bol Nahi Saka.!
1 Sardar Rail Ki Patri Per So Gaya . 1 Aadmi Ne Kaha Kya Kar Rahe Ho? Train Aayegi To Mar Jaoge! Sardar: Mere Uper Se Hawai Jahaaz Guzar Gaya To Kuch Nahi Hua, Train Kya Cheez Hai?