Amrican: Hmary tu Kutty chor pkar lety hen! Japani: Hmari fish tu Basket Ball khel leti hy. Pakistani: Lo dasso jee Sady ty Bandar V msg parh lendy ny.
Aik Nars ka Mangaitar usay bari hasrat se:
kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare pass aata, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata.
Nars: Tumhen mere pass koi haadsa nahi bal-k mojza hi la sakta hy, kyun k main "ZACHA BACHA" ward mein hoti hon.