pati patni jab aapas me ruthte hai
to palang ke bich me bahut jagah
khali ho jati hai,
aur jab unke bich pyar hota hai to
palang ke kinare khali ho jate hai.
Jo ansu na hote annkho mein.....to aankhe itni khoobsurat na hoti..!!!!!!!
jo dard na hota dil mein.....to khushi ki kimat pata na hoti..!!!!!!!
jo bewafai na ki hoti waqt ne......to wafa ki kabhi chahat na hoti..!!!!!!
Agar maangne se puri ho jaati muraadein.....to uss khuda ki kabhi Zaruratt na hoti..!!!!!!!!