Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam labo par hai aur jaan baki hai,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tassali hai ki shakl ki pehchan baki hai.
SMS krain gay hum eak doosrey ko bari bari.hamain lagti hai yeh rasam bari pyari.yeh sms miltey hi eak sms bheaj dena.kyun k iss k baad bari hai tumhari.