Aam ki khushbu,
Barish ki bahar,
Garmi ka Mosam aaney ko tayar,
Thori si masti,
Thora sa pyar,
Load Sheding k liye raho tayar,
"HAPPY SUMMER SEASON mere YAR ;->
Surkh ankhon say wo jab hamein dekhtein hain
Hum gharbra kar ankhein jhuka letay hain
Kaun milay un ankhon say ankhein
Suna hai who ankhon sa apna bana letay hain