Dil Ne Ankh Se Kaha Dekha Karoo Kaam..
Dekhtey Hoo Tum Taraptey Hain Hum!
Ankh Ne Kaha Dil Se...
Socha Karoo Kam Sochtey Hoo Tum Barasatey Hain Hum…..
Kaash aisa ho k ab k bewafai mein karo
Tu phiray qarya ba qarya koo ba koo meray liye
Mein tu la-mehdood ho jao samandur ki tarah
Tu phiray darya ba darya jo ba jo merya liye