The only thing

The only thing
The only thing worse than being alone, is being with you.
  

Jun, 18 2010     58 chars (1 sms)     2539 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

Khud ko khud se ham kalam kar k dekhna,
kitna mushkli haiye kam ker k dekhna,
kis kadar uddas guzarti hain meri shamien,
yaad kisi ko kisi shaam kar k dekhna
nikal k dil say teray wastay sada ayi,,, uthaye haath tou yaad aik hi dua ayi,,, k teru umar ko duniya ki umar lag jaye,, waqt saal ginay aur gin gin k thak haye (AMEEN)
dil k zakham koun say chupana parha,,,
palkain bheegi thin par phir b muskurana parha,,,
kaisay ultay hain muhabbat k ye riwaj,,,
ruthan chahtay thay par un ko manana parha.....
Achcha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tum to kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere paas...
Sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone me,
abki aana to le jana wo sab,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwara di hui tumhari saugaat,
or aansuo ki dhero katrane,
na jany samandar ki leher kinary se
tukra kar wapis kyu ajatai ha
samjh mai nahi aaata k wo kinary se
bewafai karti ha ya lot kar samndar se
do pal ki zindgani yahi bit jayegi,
har kali raat ke baad nayi subah aayegi,
agar khas logo ki yaad satayegi to,
kasam se apki yaad sabse pahle aayegi
I get so emotional when your not around.. I think the emotion
is called happiness
The only thing worse than being alone, is being with you.
L0ve Hurts Wheny0u
Breakup With S0me 0ne
Hurts Even M0re
When S0me 1
Breaks Up With YOU
But L0ve Hurts
The M0st
When The Pers0n
U L0ve
Has N0 Idea
H0w YOU Feel.
Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein..

Pholoon ki tarha hontoon pay ek shogh tabasum nikhry ga..

Dhery say tumhary kanoon mien ek baat purani keh dein gein..

Izhar-e-wafa tum kya jano Iqrar-e-wafa tum kya jano.

Hum baat karien gein gharioon ki aur apni kahani keh dein gien..

Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein......
Chhoor kar sahil-e-hayat chala ab safina mera kahiein thahry
zahar peena mera muqadar hay aur tere hoont dil-nasheen thahry
kis tarah tere aastaan pe rukoon jab na paoon taly zameen thahry
Mein tera shahar chhoor jaoon ga...

Mujh ko itana zaroor kehna hay waqt-e-rukhsat salaam say pehly..
toor loon rishta-e-nazar mein bhi tu utar aye baam say pehly
ye meri jaan mera vaada hay kal kisi waqt sham say pehly..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga.........
How can I put this... forget I exist?