I still love you

I still love you
You ruined my life.
I wish I never met you.
I hate thinking about you.
You hurt me...bad!
.
.

But the worst part is... I still love you
  

Aug, 08 2012     140 chars (1 sms)     2818 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

Roses are red, violets are... ah the hell with it. Get your
crap and get out.
nikal k dil say teray wastay sada ayi,,, uthaye haath tou yaad aik hi dua ayi,,, k teru umar ko duniya ki umar lag jaye,, waqt saal ginay aur gin gin k thak haye (AMEEN)
Relationships Are Like Glass ...

Sometimes It''s Better To Leave Them Broken

Than

Try To Hurt Yourself Putting It Back Together ...
Look, I"m turning 16 soon, and I really just need my freedom!
Wo "ZAMANA" Chala Gaya, Jab Hum Tere "ASHIQ" Thea Ab Tu "KAABA" Bhe Ban Ker Ae Ga To Tujhe "SAJDHA" Nahi Kerein Geay.
Wo tou Khushboo hai Hawaoon mai phail jaye gi
Masla phool ka hai wo kdhr jaye ga
~Main Mer Gaya~

Mera Derd Tha Meri Aa$ Thi Main Jidher Gaya Main Jahan Gaya
Mera Din To Younhi Guzer Gaya Jonhi $haam Hoi Main Bikher Gaya

Is Abar ka Merey Do$t $ay Kitna Milta Julta Mizaaj Tha
Kabhe Toot Ker Bikher Gaya.Kabhe Bey Rukhi $ay Guzer Gaya.

Koi Baat Na Keh $aka .Thori Dair Ka Sath Tha
Wo Mila Tha Raat Khuwaab Main Jonhi $ubah Hoi Wo Bicher Gaya.

Jub Chor Dounga Wo Gali U$ay Yaad Aaye Gi Tub Meri.
Wo Dhonday ga Mujhay Gali Gali .Or Khaber Milay Gi Kay.........!
Main Mer Gaya......!!!!

Merey Tamaam Natay U$ $ay Wabista Hain ,,
Laiken Wo Ki$i Or $aY...


kASH Tum Mil Jatay Phir Kho Jatay To Kuch Tera Ghum Bhe HOta
Nahe Milay To Rona Kai$a Teri Yadoun Main Khona Kai$a...!!
Aashiane ki baat karte ho dil jalane ki baat karte ho,
Mujhko apni khabar nahin yaaron tum zamane ki baat karte ho .
saari duniya ke ranjo gum dekar muskurane ki baat karte ho.
Haadsa tha guzar gaya kyun kisi ke jaane ki baat karte ho.
kuchis tarha se mera saaze zindagi tuta.
Kyun shagufta saaz ke taron ki baat karte ho.
Aashiyane ki baat karte ho aur dil jalane ki baat karte ho
Na mein paas usko bula
Saka,
Na mein dil ki baat bata
Saka,
Woh hansi hansi mein
Chal dia,
K mein haath tak na hila
Saka,
Yun hi sochta rahadur
Tak,
Magar usko kuch na bata
Saka,
Yeh maqam hi tha ajeeb
Sa,
K mein khud ko bhe na bacha
Saka,
Woh juda bhi kaise howa
Ke mein,
Koi rasam tak na nibha
Saka...
Ghar Bhi Suna Hay Mere Deed K Aangan K Tarha ..

Loot Kar Waqat Na Aaya Mere Bachpan Ki Tarha ..

Par Tere Zulf Mere Bahty Huway Aasqoon Mien ..

Kisi Selaab Mien Bahti Huwi Nagin Ki Tarha ..

Kar K Ghayal Mujhy Us Ka Bhi Bura Haal Huwa ..

Us Ki Zulfien Bhi Na Suljhien Meri Uljhan Ki Tarha ..

Aur Mujh Ko Ghurbat Na Dasa Us Ko Doolat Ki Hawas ..

Bik Gaya Who Bhi Baharhall Mere Fun Ki Tarha ..
Janaza Mera Uth Raha Tha,

Phir B Takleef Thi Unko Aanay Mai,

Bewafa Masjid Mai Baithay Poch Rahay Thay,

Aur kitni Dair Hai khanay Mai.
Waqt Mily T0h Hmein
Yad Ker Lena Pal Pal
Na Sahi Din
Main EIk Baar Yaad
Kar Lena
D0st H0nge Aap Key
Hazar Per Hm
Eik Hain Itna
Yaad Ker Lena.