How can I put

How can I put
How can I put this... forget I exist?
  

Jun, 18 2010     38 chars (1 sms)     2932 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

Kiya hay pyar jisy hum nay zindagi ki tarha..

Wo aashna bhi milla hum say ajnabi ki tarha..

Barha k piyaas meri us nay hath choor diya..

Wo kar raha murawat bhi dil lagi ki tarha..

Sitam to ye hay k wo bhi ban saka apna..

Qabool hum nay kiye jiss k gham khushi ki tarha..

Kisy Khabar thi barhy gi kuch aur tareeki..

Chupy ga wo kisi badli mien chandni ki tarha.....
TuM Mujhe bh00l kar t0 dekh0
Har khuShi r0uth jayegi
Jab akele tuM baith0gi
Khud-ba-khud Meri yaad aayegi
SheeShe ke ghar0n Main dekh0 t0
Putther dil wale buSte hain
J0 pyar k0 khail SaMajhte hain
Aur t0r ke dil k0 haSte hain
KaSh khuShiy0n ki k0i dukan h0ti,
huMe v uSk0 pehChan h0ti, bhar dete
aapk daMan khuShiy0n Se, kiMat uSki
Chahe Meri jaan h0ti
yaadain ter khuloo$ ki,da$ti hain aaj bhi
milnay ki aarzoo main,tara$ti hain aaj bhi
ankahin hazaar zabt ki koshi$h k bawajud
ruk ruk k baar baar,bara$ti hain aaj bhi.....
Ae Chashm-e-yaar ab na yaad, na nafrat, na ehsaas....!!
Kya hm kisi salook kay kaabil nai rahey....!!
Badalte is zamane ne sabko badal dala,
usne hawa khawab or khyal ko badal dala,
par unhe na badal saka koi,
jinke liye humne apne apko badal dala
Look, I"m turning 16 soon, and I really just need my freedom!
dil k zakham koun say chupana parha,,,
palkain bheegi thin par phir b muskurana parha,,,
kaisay ultay hain muhabbat k ye riwaj,,,
ruthan chahtay thay par un ko manana parha.....
Kyu Yeh Dard Jaata Nahi!

"Kyu Yeh Dard Jaata Nahi,
Kyu Yeh Kisi Ko Yaad Aata Nahi,
Kehne Ko To Yeh Dard Meetha Hota Hain,
Phir Kyu Dil Se Yeh Saha Jata Nahi.
Khud ko khud se ham kalam kar k dekhna,
kitna mushkli haiye kam ker k dekhna,
kis kadar uddas guzarti hain meri shamien,
yaad kisi ko kisi shaam kar k dekhna
Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
kya pata tum kal laut ke aao,
or hum hamesha ke liye khamosh ho jaye.
achha hai mujhe intjar nahi hai tumhara,
tumto kabhi na aane ke liye gaye ho,
tumhari kuchh yaade hai mere pass,
sirhane ke niche dabi padi,
dil ke ek kone mai,
abki aana to le jana wo sab ,
jo bikhra bikhra pada hai tumhare na hone se,
mere jehan se apni yaad,
mere dil ki wo fariyaad,
tumhari kahi hui har ek baat,
tumhare dwra di hui tumhari har ek saugat,
aur aansuo ki dhero katrane...........
IT TAKE A MINUTE TO HAVE CRUSH ON SOMEONE, AN HOUR TO LOVE SOMEONE, BUT IT TAKE LIFE TIME TO FORGET SOMEONE.....