wo muj say besabab uljha nahe tha,
wo pahlay tou kabi aisa nahe tha,
bohat aala tha us ka zarf laken,
wo meri zaat ko samja nahe tha,
wo wo jis berukhi say chal diya tha,
man itna b gea guzra nahe tha,
usay main kiun bura thehraon yaro,
wo acha tha faqat mera nahe tha.......
Koi Tallab B nahi Aur $ogwaar B hun,
Pukarta B nahi Aur Mehv-e-Intezar B hun.
Na jaany kitny iradon Main But Gia Hai Wajood,
Bhula B Dia Hai U$ay Or Beqarar B hun.....
Unho ne dekha aur "AAN$OO" gir pare,
bhari bar$at main jai$ay phool bikhar pare,
dukh woh nahi k unho nay alwida kaha,
dukh tu ye hai k u$ k baad wo khud ro pare.....
yaadain ter khuloo$ ki,da$ti hain aaj bhi
milnay ki aarzoo main,tara$ti hain aaj bhi
ankahin hazaar zabt ki koshi$h k bawajud
ruk ruk k baar baar,bara$ti hain aaj bhi.....
nikal k dil say teray wastay sada ayi,,, uthaye haath tou yaad aik hi dua ayi,,, k teru umar ko duniya ki umar lag jaye,, waqt saal ginay aur gin gin k thak haye (AMEEN)