Main Wohe Hoon

Main Wohe Hoon
Main Wohe Hoon Ji$ay Tum Piyaar Kia Kertey They...
Din Main $oo Baar Mera Naam Liya Kertey They
Aaj Kia Baat Hay Kyun Mujh $ay Khafa Bethey Ho
Kia Ki$i Or Ko Dil Apna Bana Bethey Ho ?
Fa$ley Pehlay To Itnay Na Hua Kertey They
Main Wohe Hoon Ji$ay Tum Piyaar Kia kertey They

Mana K Ye Ghum Hay Koi $ougaat Nahe
Tum Hamain Apna Kaho Ai$ay Bhe Halaat Nahe
Ager Bhool Gaye ho , To Koi Baat Nahe
Zakhm To Pehlay Bhe I$ Dil Pey Laga Kertey They
Main Wohe Hoon,Ji$ay Tum Piyaar Kia Kertey They

Jee Main Aata hay K Aaaj Tumhain Terpa doun
Dard Jo Tumnay Diye Wo $ub Tum Ko Louta Doun
Ager Bhool Gaye Ho To Ye Batla Doun
Tum Mujhay Ha$il-E- Armaan kaha Kertey They
Main Wohe Hoon ... Ji$ay Tum Piyaar Kia Kertey They.....
  

Jun, 18 2010     731 chars (5 sms)     3000 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

1st Sms : Lets Breakup Now ... Its all over !
.
.
.
.
2nd Sms : Sorry Sorry .. That wasn't for you !!! :O :S
IT TAKE A MINUTE TO HAVE CRUSH ON SOMEONE, AN HOUR TO LOVE SOMEONE, BUT IT TAKE LIFE TIME TO FORGET SOMEONE.....
CHAHTON main giley nahi hotey,
ishq main zabtey nahi hotey,
yad kartey hain dil hi dil main tujy,
apne dil main diye jalao"k"ab
ra$ton main diye nahi hotey,
kA$H! hum tum miley nahi hotey.
meri Qismat wo ban tu jaye magr...
Aaj kal mojzay nahi hotay....!
Chup ho kis wajah se humein maloom nahin magar,
.
.
Dil doob sa jata hai jab tum yaad nahi karte agar.
wo muj say besabab uljha nahe tha,
wo pahlay tou kabi aisa nahe tha,
bohat aala tha us ka zarf laken,
wo meri zaat ko samja nahe tha,
wo wo jis berukhi say chal diya tha,
man itna b gea guzra nahe tha,
usay main kiun bura thehraon yaro,
wo acha tha faqat mera nahe tha.......
Ae Chashm-e-yaar ab na yaad, na nafrat, na ehsaas....!!
Kya hm kisi salook kay kaabil nai rahey....!!
Torr Kar Hum ko aisy Bakhero ab ki bar,
.
.
.
.
Na Phir sy jurr payein Hum,
Na Phir sy tor pao Tum,
The Only Reaxon Behind
Broken Relationxhip Iss
“Either They Think That
U R Changed
Or
Their Thinking Abou8
U Iss Changed”.
Janaza Mera Uth Raha Tha,

Phir B Takleef Thi Unko Aanay Mai,

Bewafa Masjid Mai Baithay Poch Rahay Thay,

Aur kitni Dair Hai khanay Mai.
Kiya hay pyar jisy hum nay zindagi ki tarha..

Wo aashna bhi milla hum say ajnabi ki tarha..

Barha k piyaas meri us nay hath choor diya..

Wo kar raha murawat bhi dil lagi ki tarha..

Sitam to ye hay k wo bhi ban saka apna..

Qabool hum nay kiye jiss k gham khushi ki tarha..

Kisy Khabar thi barhy gi kuch aur tareeki..

Chupy ga wo kisi badli mien chandni ki tarha.....
Mat karao intjar hame itna ki waqt ke faisle pe afsos ho jaye,
kya pata tum kal laut ke aao,
or hum hamesha ke liye khamosh ho jaye.
The only thing worse than being alone, is being with you.