WILLIAM NARGIS

WILLIAM NARGIS
Golden Words:
Larki us ashiq ko to maaf kr deti hy jo moqay se ghalt faida uthaye

Magar

us ko maaf ni krti jo moqay se faida he na uthaye
(WILLIAM NARGIS) ;->
  

May, 13 2010     170 chars (2 sms)     2537 views       Funny

more Funny SMS Messages

Usne haathon per mehendi lagai hai,
Humne uski doli sajai hai,
Hamein pata tha woh bewafa niklegi
Isliye humne uski choti behen ko bhi phasaya hai !!!
Teacher: Simon, your composition on "My Dog" is exactly the same as your brother''s. Did you copy his?
Simon: No, teacher. It''s the same dog!
Shahrukh Khan....Again Start Working On Om Shanti Om














Kyuki

Picture Abhi Baki Hai Dost.
May God give u

Tata ka status

Vajpayee ka dhiraj

Laaden ki himmat

Bill Gates ki income

Bush ki taqat

baaki...

Sardar ka dimag to hai hee.


Msg Mehenga Ho Raha Hy,

HAM Sab is Baat Par Bohat Dukhi Hen,

MAGAR,
Kuch LOG Bohat KHUSH Hen,

JESE

Zardari

Sardar

Faraz

Or
Sab Se Barh Kar

PATHAN... ;->
Pathan:
Khudkushi pr tqreer kr rha tha
Khudkushi
Hram hy
Zulm hy
Gunah hy
Buzdili hy
Pagalpun hy
Aisi haram mot marne se behtr he insan apne ap ko Goli mar dy
KHUSH KISMAT HAIN AP K HUM AP KI DOSTI KO ITNI SHIDAT SE CHAHTY HAIN.....WARNA HUM TO WOH CHEZ HAIN JIN K KHUWAB MAY BHI LOG APPOINTMENT SE ATAY HAIN:-):-):-)
Bantas advise:-
Dont carry umbrella during rain
Keep WHISPER on ur head
ye ghanto tak geelepan
ka ahsas nahi hone deta:D
Ghar Se bahir Wo nakab
mai nakli,


Sari gali unke fikar
mai nikli,



Inkar Karte the Wo humari Mohabbat se,




Aur humari hi Tasvir unki
kitab se nikli.


Kion har bar mosam ki tarah badal jate ho,
Har bar hamara dil dukhatay ho,

Yeh bat sun ker hamari roh tak kanp gaye,
Ae dost tum masjidon se chapal or lote churate ho
Batain wo konsi Vegetable hay
Jis me Taala Or Chabi dono ata hain.?
It's A Challenge

Answer :

Lock Key
Once a Lady was drinking COKE,
MACHAR falls in ,Lady takes it out.
Machar Says MAA!
Lady asks why did u cal me MAA?
Machar says" Main teri COKE se nika hoon"