Log Kehte Hain K Badam Pistey

Log Kehte Hain K Badam Pistey
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...


Ghalat Kehte Hain.




Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota. :-)
  

May, 13 2010     167 chars (2 sms)     3131 views       Funny

more Funny SMS Messages



Bhikari:
Kuch Khana Dedo

Admi:
Tamatar Khao

Bhikari:
Roti dedo

Admi:
Tamatar Khao

Bhikari:
Tamatar Hi Kyun

Wife:
Ye Totla Hy
Keh raha Hy
Kamakar Khao.. ;->
Ali Rides A Cycle Very Very Very Very Fast Suddenly He Stops Y?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Because He Reaches His House
A lucknowi nawab meets sardar.
Nawab: Janab kya main apko ek takleef de sakta hoon?

Sardar: O kutty hath to laga, daikh tujhy zalel kese krta hon
.*""* . * ""*.
"* Dil ki *"
*Gehrayon*
"*. se .*"
"*..*"
*



.
Fitay moo!
.
.
.
.
.
us ka jo apka
Bura chahy.
Sweetest Proposal by KG class Boy
Boy:Kya tu mjhse shadi kalegi?
Gal:Nahi
Boy:Kalle na plz
Gal:nahi mai naih kalungi
Boy:kalle na didi plzzzz
"Winter magic"

1 glass me thanda pani lain
or
Usy Apney Qareeb Baithe shakhs pe dal den

wo thanda pani usay garam kar dega

aur

wo

uth kar apko thanda karega....!!

Ek Sharabi 3r Flor
Sy Neechy Gir Gaya

Log Us k Ird-Gird
Jama Ho Gaye Aur Us
Sy Poocha - Kya Hua
Bhai ?

Wo Bola - Pata Nahi,
Main Bhi Abhi Neechy
Aaya Hon ;->
Though i love this song from TZP, but cudn''t resist taking a dig on this. If i hurt somebody, it is purely unintentional.. Mujhe Maaf Kar De naa MAA :))

Main Kabhi Batlata Nahin
Bar main daily jaata Hoon Main Maa ...
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Daru peekar roz aata hun Main Maa ....
Tujhe Sab Hai Pata, Hain Na Maa...
Tujhe Sab Hai Pata, Meri Maa...

Theke pe Yun Na Chhoro Mujhe ,
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Main Maa...
Pau lene Bhej Na Itna Door Mujko Tu,
Ghar bhi bhool jaun main Maa...
Kya Itna Bura Hoon Main Maa...
Kya Itna Bura Hoon Main...Meri Maa..

Scotch main ,itna peeta nahi,
Peg Se Seham Jaata Hoon Main Maa
Chehre Pe Aane Deta Nahin
Lekin kabhi ludak jaata Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hai Pata...Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata, Meri Maa ...


Ek Hoor Ne
Jannat Mein Khudkashi
Ker Li


Pata Hy
Kia Waja Thi ??


Ek Farishty Ne Hoor
Se Mazaq Kia Tha
k
Teri Shaadi
Qayam Ali Shah Se Hogi .. ;)
Love in France IS A COMEDY

In England A TRAGEDY

In Italy A WONDER!

In Germany A DRAMA

But

In PAK LOve is a


"National Game"


HUM BOLAIN MOHABBAT KI ZABAN
Hum Aise Dost Hain Aap K

Jisko Dekho to Khuwab

Socho to Khayal

Mehsoos Karo to Khushbu

Aazmao to Sacha Dost

Or

Bhool Jao to Aapki Aisi ki Taisi. :-)
Pathan: Molvi Sahab koi Aisa tareeqa batao k

Main Khaon Piyon, Aur Mera Roza na Tootay?

Molvi: Logon se Mukke aur Laaten Khao.

Aur Ghussa Piyo. Roza Nahi Tootyga.