Pathan: Khudkushi pr tqreer kr rha tha Khudkushi Hram hy Zulm hy Gunah hy Buzdili hy Pagalpun hy Aisi haram mot marne se behtr he insan apne ap ko Goli mar dy
4 Log badnaseeb hain.>
(1)who jo Maa Baap ki qadar na kare .
(2)who jo ustad ki qadar na kare
(3)who jo waqt ki qadar na kare
(4)who jo mere SMS ki qadar na kare,
Zindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.