I don"t care how many lips u hv kissed,
how many shoulders u have embraced &
how many times u’ve said, I luv u!
All I care is not b the first but 2 b ur last!
Tum Kehti Ho Mujhay.... Phoolon Say Pyaar Hai....? Magar Jab Phool Khiltay Hain To Unhain Tehni Say Tor Dalti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Baarishoon Say Pyaar Hai...? Magar Jab Baarish Hoti Hai To Chuppti Phirti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Hawaoon Say Pyaar Hai....? Magar Jab Hawa Chalti Hai Tu Khirkiyan Band Kar Leti Ho... Phir Us Waqt.... Main Khof Zada Sa Ho Jata Hoon Jab Tum..... Mujh Se Kehti Ho Mujhay Tum Say Pyar Hai......
larki: ilove u Larka : larki k sar per dupata de kr haath pakarta h or khta h behna 5 waqt ki namaz perha kro pyar mn kuch nahin rkha larke k jane k bad larki apne hath mn pakri parchi kholti h to likha hota h aqal ki aandhi marwae gi kya piche meri b.w thi phone per baat krte hn :p
Mein tamam koshisho ke bawjood haar gayi
Woh use mil gaya jisne use maanga hi naahin
Har ek se poocha tera na milne ka subub
Har ek ne kaha woh tere liye bana hi naahin
Log kehte hain
Pyar itna b mat karo
K
Girl friendsar pe swar ho jaye
Hum kehtey hain
K
Pyar itna karo
K
Girl friend ki friend bhi tumhre sath farar ho jaye.........