Dost Ban Kar Bhi Nahin Saath Nibhaane Wala
Wohi Andaz Hai Zaalim Ka Zamaane Wala
Hum Ne Dekha Hai Gulistaan Ko Jalte Hue
Hai Koi Khuwaab Ki Tabeer Bataane Wala.
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai