nahi ban jata koi yu hi dil lagane se,
karni padti hai dua rab se sachcha dost pane me,
rakhna sambhal ke dosti apni,
tod na dena ye kisi ke bahkane se.
Khuda se koi baat anjan nahi hoti!
insaan ki bndagi beimaan nahi hoti!
kabhi manga hoga humne ek pyara sa dost...
varna yuhi apki...
humse pehchan nahi hoti!!!