10 messages received

10 messages received
10 messages received, 1, HI, 2, Hello, 3, I miss U, 4 How r U?, 5, hope ur fine, 6, keep smilling, 7, Take Care, 8, God bless U, 9, Be happy, 10, Gud night.!
  

Jun, 17 2010     158 chars (1 sms)     2237 views       Friendship

more Friendship SMS Messages

Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna,
ye dosti gul hai ise khilaye rakhna,
hum rahe na rahen is jahan me
bas hamari yaad dil me basaye rakhna.
One tree can start a forest,
One Smile can start Friendship ,
One touch can show luv n care,
& One friend like u can make life worth-living!
ZinDagi Mein Aisa DOST Shamil Kro
Jo Aaina Aur Saaya Ban K Sath Rahy

Kiyon K Aaina Jhoot Nahi Bolta Aur Saaya Sath Nahi Chorta
Never say gud bye 2 sum1 who luv u..
Never say thanx who really need u..
Never blame a person who really trust u..
Never 4get a person who think u as LIFE..
Na intzaar hai na ikraar hai, na aapse milne ko ab mera dil be-kraar hai,
phir bhi dil se na jaane kyon yeh aawaz aati hai, wo tumhi ho jinki aankon aur
baaton mei ek sachchi dosti ka khumar hai.
Can miles really separate us from friends?

If we want to be with someone we love,

aren''t we already there. . . ?
JAB HO ZARURT TO KOI SAHARA NAHI AATA.
BAGER RAAT K AASMA MAI SITARA NAHI AATA.
ABHI WAQT HAI THAMLO HAMARI DOSTI KA HATH.
AISA DOST ZINDAGI MAI DUBARA NAHI AATA.
Anyone can make you SMILE,
anyone can make you CRY,
But it is that special person
That can make you smile with tears in your eyes.
Friendship Is A Promise

Made In The Heart

Silent

Unwritten

Unbreakable By Distance

Unchangeable By Time

Like Us ... =)
DOSTI wo hy jo

“JANUARY” ki dhoop ho,

“FEBRUARY” ki barish ho,

“MARCH” ki shaam ho,

“APRIL” ki hawa ho,

“MAY” ki subah ho,

“JUNE” ki chawo’on ho,

“JULY” ki khushboo ho,

“AUGUST” ki taaron bhri raat ho,
“SEPTEMBER” ki chandni ho,

“OCTOBER” ki rim-jhim ho,

“NOVEMBER” ki bahaar ho,

“DECEMBER” ki sard raat ho,

Us sardi mai mery sard Hath hon or aap ky leay Dua ek khass ho k,
” SADA
KHUSH
RAHO “ameen”
Phulon ki Tareef sab Karte hain,
Badi Mushkil se Log Kanton pe Gaur Karte hain.
MALI to Sirf Naam ke hote hain,
Phulon ki Hifazat to Kante hi Karte hain
Dekhi Hazaron Mehfilen,
Par Ye Fiza Kuch Aur Hai,
Jalwe Dekhe Hazaron
Par Unki Adaa Kuch Aur Hai,
Waise To Jaam Hain Hazaron,
Par Unki Dosti Ka Nasha Kuch Aur
Hai.!