rab se aap ki khushi mangtay hain,
duaao mein aap ki hansi mangtay hain,
sochtay hain kia mange aap se,
chalo aap ki umar bhar ki dosti mangtay hain...!
Pyar V/S Dosti
Pyar Ek Shikwa Hai,
Dosti Ek Jazba Hai.
Pyar Me Hr Bar Dhoka Hy,
Dosti Me Bar Bar Moka Hy.
Pyar Dewano Ka Kam Hy,
Dosti Dlwalo Ka Nam Hy.
Kon kehta hai k hum ap se gila krte hain
Jese milty hain wese mila krty hain
Hamari badnasibi pay mat jao ae mehboob
Kyu k phool aksar kanto pay khila krty hain
Sabse intelligent koun: TUM
sabse smart koun: TUM
sabse strong koun: TUM
in sab me TUM se jyada koun: HUM
Lekin duniya me sabse acche dost kaun:
HUM TUM