Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai
Aksar dosti karne wale,
apne dost ki tarif karte rehte hain
Taki wo unse juda na ho jaye.
Hum isliye khamosh rehte hain,
taki un par koi aur fida na ho jaye.