Hamaare to daaman mein kaanto ke siva kuch nahin.
Aap to phoolon ke kharid-daar nazar aate hain.
Jahan mein kitne dost mile hume par sabse ache
aap nazar aate hain..
yakin pe yakin dilate hain dost...
rah chalte ko bewkuf banate hain dost....
sharbat bool ker daru pilate hain dost.....
par kuch bhi kaho saalay....yaad aate hain dost......
Chand ne Chandani ko yaad kiya,
pyar ne pyar ko yaad kiya.
Par hamare paas na pyar hain na chand,
Isliyen humne apneChand se bhi pyare Dost ko yaad Kiya
do$ti Yaqeen pe Tiki hoti hay
ye Dewar Bari Mu$hkil $e jhari Hoti hay
Kabhi Fur$at mile To Parna kitab Ri$hto ki
Do$ti Khoon k Ri$hto se B Bari Hotu hay.....