Meri Kisi Khata Per Kabhi Naraz Na Hona,
Apni Pyari Si Muskan Kabhi Na Khonna,
Skoon Milta Hai Sun Kar App Ki Hansi Ko,
Hanste Rehna Zindagi Main Kabhi Uddas Na Hona..
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai