dosti yakin pe tiki hoti hai,
ye diwar badi mushkil se khadi hoti hai,
kabhi fursat mile to padhna kitab risto ki,
dosti khoon ke risto se badi hoti hai
yun rooth jana acha nahe lagta,
yun tarpna acha nahe lagta,
mairey dil main jo baat ha,
mairi aankhoon sey chura lo,
mujay har baat btana acha nahe lagta...