sharabi ki car k piche likha tha

sharabi ki car k piche likha tha
Ek Bahut Barrey Sharabi ki
Car k Peeche Likha Tha:

.
.
.
.

Daaru Piyo
Tay Insaan Bano

Roti To Kuttay Bhi
Kha Lete Hain. :-)
  

May, 13 2010     139 chars (1 sms)     3397 views       Funny

more Funny SMS Messages



Ye Keh Ker FARAZ Ne Lerkiyon Ko Truck Ke Neechay De Diya...
.
.
.
.
.
.
.
.
Bachna Ay Haseeno Lo Me Aaagaya....
Qayamat k din farishtoo nay sheets detay howay logo say kaha k apnay apnay gunah likho, jab sab likh chukay tu Tumhari awaaz aai Extra Sheet Please..!!
Aaj Sunday He..


Koshis To Karo..

Kitne Din Hue Tumhe


Nahaye..

Plzz Meri Khatir
Kum Se Kum Aaj To Nahalo


Nahana Buri Baat Nahi
Catch her by her waist…
Bring her home..
Keep ur hand on her neck
Put ur lips on her lips
& have a …
…nice drink…PEPSI
Woh Kyaa Hai Jismei John Hai Par Bipasha Nahin..

Aur Bipasha Hai Par John Nahin..






Dhoom Mei John Thaa Bipasha Nahin.
Dhoom 2 Mei Bipasha Thee John Nahin.
Haqiqat Smjo Ya Afsana

Apna Smjo Ya Begana

Hmara Apka Rishta Hy Purana

Is Liye Farz Tha Apko Batana

K Grmi Aa Gai Hy Ab Shuru Kr 2





GoLay ki redhi Lgana
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,



Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
App Mujhay
Aik jaga
Se bohat
Pyare
Lagtay hain.?


Malooum hai kahan Se ?

.
.
.
.
DOOR SE
Ostad,, bato 5880 aur 3223 ko jama karen aur is me se 800 tafreeq

kar ke 80 per taqseem karen to kia ho ga?
Shagird!
Janab Sar may dard hi hoga!
Mareez Dr. Say: Dr sahab mujhe door ka nazar naheen aata.

Docter: Wo asmaan per kia hai?

Mareez: Chand.

Dr: Aby is se door kia farishte dekhe ga.
Kanjoos k ghar Mehmaan aaey huay thy:

Kanjoos: Thanda peo ge ya Garam?
Mehman: Thanda.

Kanjoos: Rooh Afza ya Pepsi?
Mehmaan: Pepsi

Kanjoos: Bottle mein peo gay ya glass me?
Mehmaan: Glass me.

Kanjoos: Saada glass ma ya design wala?
Mehmaan: Design wala.

Kanjoos: Lines wala ya flowers wala.
Mehman: Flowers wala.

Kanjoos: Gulaab wala ya chambeli wala.
Mehman: Chambeli wala.

Kanjoos: Sorry Yaar! Hamaray ghar me aisa glass nahi hay.
''Mehsoos Ho Rahi Hai Fiza Mein

Tamatar aur Andon Ki Khushboo faraz,

Lgta Hai Mery watan Ki

Cricket Team Wapis Aney Wali Hai...''