Aksar dosti karne wale,
apne dost ki tarif karte rehte hain
Taki wo unse juda na ho jaye.
Hum isliye khamosh rehte hain,
taki un par koi aur fida na ho jaye.
Kon kehta hai k hum ap se gila krte hain
Jese milty hain wese mila krty hain
Hamari badnasibi pay mat jao ae mehboob
Kyu k phool aksar kanto pay khila krty hain
Ajnabi galeyon se hum guzra nahi karte,
Dard-e-dil liya aur diya nahi karte,
ya dosti ka rishta sirf tum se hai,
warna itnay SMS kise ko kiya nahi karte
Kash "SMS" Ki Terhan Hum Apni "FEELINGS" Or Apna Piyaar
Bhi Send Ker Sakty. To Aap Ke Sary "GHUM" Hum "Receive" Kerty.
Or Hum Apni Sari "Khushiyan" Aap Ko Send Kerty."_"