Load shedding ka jaldi khatma

Load shedding ka jaldi khatma
All pakistani nation se guzarish hai
k chand dino k liye susoo bathrom me na krein
bal k shoper me pack kr k wapda k office
me jama krwa dein ta k jaldi pani ki
kami puri ho or or or

Load shedding ka jaldi khatma ho plz
  

May, 12 2010     227 chars (2 sms)     3171 views       Funny

more Funny SMS Messages

KESC main job ayi ha sallary Rs 20000 karna hai to reply karo ziada mehnat ka kaam nai hai"bus bijlli ki taron per geella kapra marna hai"
Height Of Inspiration



College Ka 1 Student College K Toilet Mai Gya

Jab Ander Ja K Wo Cummood Pe Betha To Samnay Likha Tha

Itna Zor Taleem Per Dete To Exam Mai A+ Grade Laitay
''Oooooooooooooooo!!!Huzoor bhad mein gaya tera suroor,
Surat se tu lagta khajoor,
Bidi Ki Factory ka majdoor,
Chal Ho jaa Dooooor,
Saale Langoor.''
Na Gas Hy Na Aata Hy
Na Bijli Hy Na Paani Hy
Yeh 2007 Ki Kahani Hy
Na Benazeer Hy Na Bugti Hy
Ye Qatal League Ki Karstani Hy
Allah Better Our 2008. . .
Hum Gaye Thay Un K Ghar,


Kehna Tha Dil Se Dil Mila Lo,,,,


Unki Ammi Ne Khola Darwaza

Hum Ghabra K Bolay Aunti





Taliban aa gaye hain cable katwa Lo!
''Ladies were fighting for the seat in bus,


Both were claiming that she came first, one old man was watching this all.



At last he said: Beta kyun lar rahe ho ?



Is ka hal mein tum ko batata hon Tum mein se jo bhi umar mein bari hai wo baith jaye,
Garmi aur Load Sheding ka tor

"HIMMAT FAN"

AJ hi ghar laen aur garmi se nijat paen. Sasta mazbut aur paedar.

Asal, , ,



KHUJOOR k paton se tyar karda. ;-)
Height of Bravery/Stupidity -

A robber standing on the railway track with a knife to loot a speeding train...
Rabba Dukh Na Dena Mere Dost ko

Mujhe Chahe Sukh Ka Pahar Dede...

Ghoome Nayi Cycle Pe Dost Mera

Mujhe Bhale Hi Purani Si Mecedes Car Dede.. ;->


Itna busy b na raha karo,

kabhi hame bhi yaad kar liya karo.

Shero-Shayari na aati ho na sahi.

Aaye hue SMS hi forward kar diya karo.
1 Admi K Ghar K Paas 1 Faqeer Kuch Yun Sda Lga Rha Tha :
Baba Anda V Kha Lynda Ay,

Baba Chaval V Kha Lynda Ay,

Baba Ice Cream V Kha Lynda A

Baba Burger V Kha Lenda A
Baba Sendvich V Kha Lenda A
Us Admi Ne Window Se Sir Nikal Kr Kaha
Baba "Chittar" V Kha Lenda Aa?


Newspaper Men Advertisement Aayi Hamare Pas Aisi Product Hai,

Jisko Pehan Kar Aap Pori Dunya Ko Dekh Sakte Hain,

Magar Aapko Koi Nahi Dekh Sakta.
Price 10,000 + Free Home Delivery

1 Shakhs Ne Ads Parhte Hi 10,000 Rs. Bheje.

Kuch Dino Bad TCS Wala 1 Packet Le Kar Aaya.

Us Shaks Ne Jaldi Jaldi Parsel Khola To Andar Se Ek


"BURQA" Nikla. :-)