Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling... . . . . Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.
Ekdin Sardar sapne mein apni maut hote hue dekha.
Next day unhone apni ICICI BANK A/c. Close kar dia.
Why??
.
.
Because ICICI Bank''s Slogan : "WE MAKE YOUR DREAMS COME TRUE"........
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.