Bolaa dukaan-daar, ke kya chahiye tumhain. Jo bhi kahoge meri dukaan per wo paoge. Maine kahaa ke kutte ke khane ka cake hai, bola yahin pe khaoge ya leke jaoge
Namashkar, yeh hamari faltoo SMS seva hai, is mein hum logon ko waqt-bewaqt tang karte hain. Is seva ka labh uthane ke liye shukriya, ab aap apna kaam kariye.