Masroof hai din raat usy wakat kahan hai wo muj sy kary bat usy wakat kahan hai betabi-e-dil ka usy andaza kahan hai samjy mery jazbat usy wakat kahan hai
Sabub Judai Ka Kuch To Batao Mujhay Phir Chahay Dil-O-Jaan Say Satao Mujhay Chalo Ye Mana K Fursat Nahe Tumhay Magar Ye Lazim To Nahe K Bhool He Jao Mujhay