''''Ufaq k par chelney main zara si der ker dehena
wo manzer ko badelney main zara si der ker dehena
howi hai sham aye hain yenha din rat mileny ko
kaho sureej sey delney main zara si der ker dehena''''
Wo jo milta hai sub bhula daita hai
Janay kis baat pay dil usko dua daita hai
Wo mujhay pyar say rootay main hasanay wala
Yaad aata hai to hastay main rula daita hai