A road 2 ur house

A road 2 ur house
A road 2 ur house is never long 4 me



Bcoz u r in my heart house
  

Jun, 11 2010     71 chars (1 sms)     3271 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

Dil kitna majboor hai,

aankho se neend door hai.

Jis se milna chahte hai hum

wo humse koso door hai.

Aye hawa ye to bata

kya meri tarah wo bhi majboor hai?
app ne suna hai?
nahin suna?
fm 98,101,103 nahin suna
bbc.cnn,ptv per b nahin suna tu sunu
i miss u...?
Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka rawa bhi tha
Kal phool bhi nikhray nikhray thay
Kal un me aap ka aks bhi tha
Kal badal kaalay gehray thay
Kal chaand pay laakhoon pehray thay
Kuch tukray aap ki yaadoon k
Bari der tak dil mei thehray thay
Kal yaadein uljhi uljhi theen
Or kal tak yeh na suljhi theen
Kal yaad bohat tum ay thay
Kal yaad bohat tum ay thay
Dil mein hota tu mumkin tha nikal bhi jata
Ab to who shakhs bohat door talak hai mujh mein
i always thought u bcoz u r so good i always love u bcoz u r so funny ..............but i always remember u bcoz***i ***miss***u
Ajeeb Lagti Hai Sham Kabi Kabi,Zindagi Lagti hai Bejaan kabi Kabi,Samajh aye To Humein Bhi Batana K!!Que Karti Hain Yaddien Pareshan
.........Kabi Kabi.........
Yaad kisi ko karna yeh baat nahi jatane ki
Dil par chot dena aadat hai zamane ki
Hum aap ko yaad bilkul nahi karte
Kyun ke yaad karna ek nishani hai bhul jane ki
Jab mujhe laga ki mai unhe kho raha hu,

aisa laga ke maut ke aagosh mai so raha hu.

na hojaye unki bewfai mashur yaro,

Unki yad mai mai kabr mai ro raha hu.
Search:
My feelings




Searching..




Found!




Loding..




¡¡¡¡
10%




¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡
50%



¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡¡
100%


Done!



Result: - Missing You:-)
AKSAR WO MUJH SY POUCHTE HY K!
KIA ZINDAGI HY OR KIA MOUT?
MAI KHAMOSH REHTA HUN OR DIL HE DIL MAI KHETA HUN K
THUJY PAA LIA TO ZINDAGI HY
OR KHOO DIYA TO MOUT
A road 2 ur house is never long 4 me



Bcoz u r in my heart house
Bhigte rahe barishon me aksar,

kabhi mangi kisi se panah nahi.

Hasratein puri na ho to na sahi,

khwab dekhana koi gunah to nahi.