Watch out

Watch out
Watch out!
Defend urself!
3
2
1
. . .
TOO LATE
I warned U!
U"ve just been strongly attacked by 1,000,000 of tightest hugs.
miss u dearie
  

Jun, 11 2010     146 chars (1 sms)     3398 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

My

1 Heart



2 Eyes


5 Litters Blood



208 Bones




5.5 Million Red Cells




60 Trillion DNA"s......






Says "I MISS YOU"
smile for ever
Wanted by many
Taken by none
Talking to some
But waiting for one
I Miss You
Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka rawa bhi tha
Kal phool bhi nikhray nikhray thay
Kal un me aap ka aks bhi tha
Kal badal kaalay gehray thay
Kal chaand pay laakhoon pehray thay
Kuch tukray aap ki yaadoon k
Bari der tak dil mei thehray thay
Kal yaadein uljhi uljhi theen
Or kal tak yeh na suljhi theen
Kal yaad bohat tum ay thay
Kal yaad bohat tum ay thay
Kehte hai k jab koi kisiko bahut yad karta hai
to ek TARA tut ke girta hai
Ek din aapki wajah se

sara asmaan khali ho jayega
aur ilzam hamare sar ayega
Days are too Busy;
Hours are too Few;
Seconds are too Fast,
but there is always time for me to ask:
How R U? n Hope u r FINE. MISS U!
Kabhi ro k muskraye kabhi muskra k roye,

uski yaad jab b aayi use bhula k roye.

Ek uska hi naam tha jise hazar bar likha

jitna likh k kush hue,usse jyada mita k roye
Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hain
Iss Tarah Judai Ka Gham Mitaa Lete Hain

Kisi Tarah Zikar Ho Jaye Unka
To Hans Kar Bheegi Palkein Jhuka Lete Hain
Milne ki tamanna lekar aaya hai SMS,
Chehre pe smile ki tamanna lekar aaya hai SMS,
Bhule nahi aap hame Aye dost,
ye yaad dilane aaya hai ye SMS
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
sa manzar hai kahan tak sochon
zindagi main terey baray main kahan tak sochon

Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay
aur main sirf paroosi k makaan tak sochon

Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai
main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon

Loog jis mor per ghabra k bechar jaatay hain
tujh say milnay ka yaqeen ho tu wahan tak
Yeh pattaron ka shehar hai, her cheez bejuba.n
Kaun sun sakega fariyaad teri yahan?

Honton ko see le apne, aur aansoo ko pee le yaara
In cheezon ke nahi yahan per koyi kadar daan..!!
Jab kuch sapne adhure reh jaate hai,

tab dil ke dard aasu banke beh jate hai.

Jo kabhi kehte the ki hum sirf aapke hai,

pata nahi wo kese alvida keh jate hai.