its a nice feeling w

its a nice feeling w
Its a nice feeling when you know that someone likes you, someone thinks about you, someone needs you;but it feels much better when you know that someone never ever forgets your birthday."HAPPY BIRTHDAY".
  

May, 03 2010     204 chars (2 sms)     3735 views       Funny

more Funny SMS Messages

Kasturi ne Robi se payar karna chor dia..




Rishap ne Parena ka dil tor dia..



Daramo ne ye kesa mor lia..
Phir b hum ne Star Plus ko zor dia.... ;->
Us Ne Aik Pal Bhi Meri Masomiat Na Daikhi Pappu ...





Bus Pakra Aur 250 Ka Chalaan Kaat Dia ... ;->
Hi

Agar Aap
Dunya Main
Kamyaabi Hasil
Krna Chahtey
Ho Tou

























Mehnat Karo

Button Dabane Se Kuch Nahi Hota … ;->
Assalam T Alaikum!

Do U Want 2 Listen The Latest News?















Tu Radio Sun Chawala
Miss: Tum baray ho k kya karo ge?
Student: Shadi.
Miss: Mera matlab hai, kya bano ge?
Student: Dulha.
Miss: I mean, baray ho k kya haasil karo ge?
Student: Dulhan.
Miss: IDIOT, mera matlab hai, baray ho k mama papa k liye kya karo ge?
Student: Bahu laoon ga.
Miss: Stupid, tumharay papa tum se kya chahtay hain?
Student: Pota.
Miss: Ya Allah, tumhari zindagi ka kya maqsad hai?
Student: Shadi.."
If I were to make a dictionary:

CUTE=you;

SWEET=you;

THOUGHTFUL=you;

GOOD LOOKING=you;

GORGEOUS=you;

but but but

LIAR=me
A beautiful dress is of no use
until it inspires
someone to take it off

By

Swamy EMRAAN HASHMI
Gadhda be jo na Khaye vo Ghaas ho tum

Stupid Idiot Baakwaas ho tum

52 jokoron wali taash ho tum

per phir bhi jo b ho yaar

dost bohat jhakaas ho tum
JADEED TALEMI MOHAVRAY.



1.Science say gira Arts may atka

2.Fail hotay ko Practicals ka sahara

3.Degree lanay bahir bhaag

4.3rd division pas ghar ka na ghat ka

5.Dost wo jo Imtehan may kaam ayay

6.Jati supply phir hath nahi ati

7.Qadar kho deta hY roz college ana jana

8.Likhna na jany Qalam mera
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...

Agar MARD Ka Bacha Hai To Neechay Aa...

.
.
.

Darr Gaya Kya? Aur Neechay Aa Salay!

.
.
.

Bhai Asslam-o-Alaikum!
Kese Ho Aap?
Aaj Kal SMS Nahi Aarahy Aapke. :-)
KaASsh...




aaj thori barish ajaye...


Kam say kam 1katori
pani bhar jaye...


Jo mujhay SMS na
karry...


Who is mai Sharam say
dod k mar jaye...->