Santa: Qutub Minar kahan hai? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se nikla karo. Pappu: Ram Lal kaun hai? Santa: Pata nahi. Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo.
Allah Aap ko sub kuch de car ghar daulat izzat shohrat property khushian sukoon aur aur aur aur bas kar laalchi kuch reh gaya hai kia? itna lalach bhi acha nahin hota