Inteligence Test By P.A.F (Pakistan Air Force)
1) Wo kya cheez hy jo khayi bhi jati hy or pee bhi jati hy?
2) Wo kon sa mulk hy jahan 6 mahiney din or 6 mahiney raat rehti hy?
3) Baraf k makano main rehney waley log kya kehlaatey hain?
4) Duniya main sab se zyada kon sa khel khela jata hy?
5) Wo kon sa janwar hy jo pani main peda hota hy or khushki pe rehta hy?
Ans !!!
1.ek dusrey k lye baney hain
2.nice couple
3.bus theek hi hai
4.wah!kya jodi hai
5.Behen bhai lagtey hain
6.bht paindu couple hai
7.bhoot aur bhootni ki jodi hai.
Insaan Apni Marzi Se Paida Nahi Hota,
Na Hi Maut Usko Apni Marzi Se Ati Ha
To Phir Wo Paidaaish Or Maut Ka
Darmyaani Waqt Apni Marzi Se
Kyu Guzaarna Chahta Ha?
Aisi konsi Sabzi hai jiska pehle Harf hatao to Ek Qeemti Cheez ka Naam Banta hai
Last word hatao to ek Khanay ki Cheez ka Naam Banta hai
aur Agar First And Last, Dono Alphabets hatao to ek Famous Lady ka Naam banta hai ???