2 bachon ki baywa maa chothi dafa shadi kar rahe thee,
theek nikah k waqt dosra bacha ronay laga,
maa boli:"chup ho jao warna agli dafa sath nahi laon gi".......
Shiekh ka beta girl friend k saath ghoom phir k ghar aya to baap ne pocha kitne paise kharch kiye.
Beta: 50 rupay
Baap: Itne ziada
Beta: Us k pass itne hi thay