think about yoursel

think about yoursel

"Think about yourself atleast once in your life time...







Otherwise you may miss the best comedy in this world.. " ;->
  

May, 06 2010     137 chars (1 sms)     3233 views       Funny

more Funny SMS Messages

Thora Sa Apna Muun Mobile Screen K Samne Karo





Thora Aur





Thora sa Aur






Abay Sunta Nahi Hai


Kaha Na Thora Sa Aur






Thora Left Se Aur

Bus Bus Theekh Hai





AAAAAKH THOOOOOO. . . ;->


Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai,
Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai,

Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ?
Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai,

Roz leti he talashi wo police ki manind,
Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai,

Wahi duniya main muqaddar ka sikandar tehra,
Jis ne khud ko yahan shadi se bacha rakha hai,

Pi ja is maar ki talkhi ko bhi has k shohar,
Mar khane mein bhi qudrat ne maza rakha hai..
Ek shaks naya doctor banta hai.,doctor banne k baad us ne pehla opertation kiya...
operatiön theater se nikal kar kehta hai..
"ya allah mera pehla gift kabool karna..
agar koi larkee roothi ho, aur bar bar mananein par b na maney,

par achanak wo man jaye, aur app sey meethi meethi batein karney lage to iss ka kya matlab ho ga

"uss ko aap kee jaib mein money nazar aa ghayee hai jo ussey pehle nahee dikh rahee thee"
KNOWLEDGE WEEK

Afghanistan wahid mulk hai jis mein train nai chalti

Dunya mein sab se bara school CHICAGO mein hai

Dunya ka pehla operation GREECE k Doctor HYRO FILS ne kya

Dunya mein sab se Bara Hospital BAGHDAD mein hai.

Dunya mein sub se bara DARAKHT USA mein hai

Dunya ka sab se Shareef Insan PAKISTAN mein hay!
When The Best Actors Are Choosen By Other Actors . . .
It''s Called ''''OSCARS''''

When The Best Actors Are Choosen By Peoples . . .
It''s Called ''''ELECTION'''' ;->
"Job in Trafic Police"
The candidate must have the following qualities.

1-Behviour: battameez
2-Weight:Minimum 105 kg(125 gharri par aik hee purra aaye)
3-honesty: chalan kam kattey (oooper sey paisay ley ley)
4-looks: koi b ho(konsa behaviour pe farq pardna hai)

Yaar sunehri mauqa hai haat sey mat ghawana tum mein to iss sey b ziada khobiyan hein.
Ek choti makkhi badi ghass kee makkhi ko kaise propose maregi ?



>>>>


socho...







Aye Grass-Hopper Mujhe Pyaar To Kar
Once A Pathan Was Asked

"Khan G Aapka Favourate Song Kon Sa Hai?"

Khan Sahb Replied:

"Larki Kyon,

Na Jane Kyon Larkon Si Nahi Hoti" ;-)
I Know
U R Sweet
U R Caring
U R Artist
U R Kind
U R Intelligent
U R Attractive
U R Smart

BUT. .
Thorra Aur IMPROVE Karo Tabhi MERE Jaisey Ban Sakte Ho:-
Munna Bhai asked Circut!Boly Tu SMS prhny wala MONKEY ha k DONKEY?Circut:Bhai Simple agr rply kiya to MONKEYnhi tu DONKEY.Boly Tu Abi pta chal jayiega.
Bijli gai
10 baj gay
Bijli aai
11baj gay

Phir gai
12baj gay
Phir aai
1 baj gya

Phir gai
2 baj gay
Phir aai
3 baj gay

dis time check is brot 2 u by
WAPDA ;->