A DUA...
tujHe khushiYan aise milen jEse MUSHRAF ko galiYan.
Teri zindgi se gum aise khatm hon jise NARGIS ki haya.
or
tujhe BABRA SHRIF jEsa sabr mile.
tuje shohrat aisI mile jise MUKHTAARA MAI ko mili.
Tujhe health aise mile jEse SINGETA ko.
apke din aise phre jise NISEBO k.
Koi aur dua.....???
Chand per ap ka naam likney ko jee chahta hay
Laykin pehli baat tu yeh hay k mera hath nahi jata hay
Aur dosri baat yeh k yeh khayal mughey sirf doophar main he aata hay
Ek admi rat k time qabar par betha tha
Ek musafir ne us se pucha...
TM KO DAR NAHI LAG RHA?
ADMI: darne ki kia baat hai,
Andr garmi lag rahi thi to bahar agaya.