''Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....''
Jo
Ho Gaya
Wo Ho Gaya
Jo
Hona Hoga
Wo Hoga
Or Jo Nahi
Hona Hai
Wo Nahi Hoga
Q K Jo
Hona Hai
Wo Tu
Hoga Hi Hoga
Ab Dekhna Hai
K Kia
Hoga..?
OR
Kia Nahi
Hoga
Hönay Ko Tu
Kuch Bhi Hoga
Yahi
Sochna Hai
K Kia
Hoga..?
Agar
Kuch Hoga
Tu Theek
Hoga OR
Nahi Hoga
Tu Bhi Theek
Hoga
OR
Theek Nahi Hoga
Tu Kuch
Kaisay Theek
Ho Ga..?
Ab AAP Batao K Aagay Kia Hoga..?
Kisi Or
Ko
AAP
Bhi
Bhejo
Acha
Time Pass Hoga
Nai ho ga tu wo pagal ho ga.... ;->
Agar Koi Yeh Chahay k Woh Dunia Main Sub Say Alug Nazar Aiay... Woh Jahan Bhi Jiay, To Loog Ussi Ki Taraf Daikhain To Ussay Chahiay k.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Apni Gardan Utarwa k Chala Phira Karay......
Wo ankh bohat payari thi jo hum ne us ko mari thi Wo joti bohat bahri thi jo us ne hume mari thi Hum to muft main e pit gaye Ghalib Hamain to ankhon ki bimari thi.