Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Aap ki kanjoosi humare dil
ko bha gai
humain bhi apney balance ki qadar aa gai
socha ab aap ko message na karain
magar kambakhat dosti humain yaad aa gai... ;->