nalaiq students organization

nalaiq students organization

Mulk e aziz ki salamti k liye student ko
1 hafta kya?
Aik saal b ghar ma bhetna paray tou
b is qurbani k liye hum tayyar hain
From,
NALAIQ STUDENTS ORGANIZATION.
  

May, 05 2010     169 chars (2 sms)     2470 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Chalo dekhen faraz naya saal mere muqaddar me kya laya hai,
pichle saal kamino ne mera bohot record lagaya hai,
shair koi bhi ho naam mera lagaya hai,
kambakhaton ko na taras mere naam pe aya hai,
ab to koi apne bachay ka naam faraz nahi rakhe ga,
sunne me to ye ailan bhi aya hai,
dusre mulk walon ko bhi hairan karwaya hai,
faraz kon sa ajooba hai or pakistanio ne kahan se paya hai,
Itna mashoor to kisi ka baap bhi na tha,
star nahi kamino ne mujhe superstar banaya hai"''


"MERI JAN KATREENA"

Ungli Mai Angothi, Angothi mai Nagina,

Soni Lagti Hy Teri Bahen KATREENA,

Raat Nahi Kat''ti Maslay Hain Dereena,

Mai Ne Kaha Bus Kar Kehti Hy Abi Na,

Rat Ko Mila Karo Baara Maheena,

Kehti Hy Bhai Ko Batana Kabhi Na,

Itna Zaleel Ho Kar Ke Bhi,

Bhai sms Parh Raha Hy Kameena =P ;->
Shaadion Main Khaana Khaane K 2 Golden Rules..........

Rule # 1:
Pehli Baar Is Terha Khao K Doosri Baar Mile Ga Nahi

Rule # 2:
Doosri Baar Is Terha Khao k Pehli Baar khaya Nahi.....
Why Do Girls Look Beautiful ? ? ?


Is It Real Or Due To make Up ? ? ?













All False








Girls Look Beautifull Because










Boyz Have Good IMAGINATION . . . .
Oopar aasman hai

Niche sagar hai,

Aur ek bander isse

Shayri samaj kar parh raha hai
agar koi mujh sey pochchey "teri Mohabat ka naam kya hai?"




to mein kahoon" tenu kee takleef ee"
The theory of reverse dynamics:When a man becomes rich, he becomes naughty...when a woman becomes naughty, she becomes rich...
Pathan:aaj hum nay paani ko ullu bana dia…
Friend:wo kaise…??
Pathan:o yara!
Subha hum nay pani garam kia
or
thanday pani sey naha lia
patni maike ja kar pati ko roz phon q karti hai.
.
.
.
.
.
.
taki pati ko yad rahe ki musibat abhi tali nahi hai
zara soocho ager movies k name mein say dil hata ker
anda laga diya jaye to movies k name kaisey hoonge

Hum Anda DAY Chukey Sanam

hum aap k andey mein rehtey hain

anda hai tumhara

andey waley dulhaniya lay jayein gein
budget k baad b waheen par Pakistan hai,
budget k baad b waheen par Pakistan hai,

waziron kee khusiyani, aur awam pareshan hai
Dil Ki Galiyon Main Dhoonda Tou Sunsaan Paya

Har Mor Pe Dekha Tou Kuch Nazar Na Aaya

Chalte Chalte Yunhi Yaad Aaya

Kaafi Waqt Hua Aap Ka Koi Sms Nahi Aaya . . . ;->