Q : Baadshah Akbar ke zamnay main Darayaye (river) ravi main zabardast Salab aya tha .. Lahore sheher ko zabardasht Nuksaan Pooncha Lekin baad shah Masjid jo Drayeaye Ravi ke pass hai woh nahi doobi bataye kyoon???
Ans : Badshah Akbar Ke Zamanay Mai Baadshahi Masjid Bani Hi Nahi Thi :)
1.ek dusrey k lye baney hain
2.nice couple
3.bus theek hi hai
4.wah!kya jodi hai
5.Behen bhai lagtey hain
6.bht paindu couple hai
7.bhoot aur bhootni ki jodi hai.
ek mard or ek orat bike pe ja rahey thay to policewaley ne rok kar poocha ye orat tumhari kia lagti hai ? mard ne jawab dia k, iss ka susar mere susar ka baap hai. batao orat or mard ka aapus mey kia rishta hai ?