zindag SMS Messages884 messages

Uss Fizaa Mein Bhi Jalte Rahe Hum kisi K Liye
Jahan Chirag Taraste Thay Roshni K liye
Yaad Rahe Ga Ye Door-E-Hayat Bhi Humko
K Taraste Thay zindagi Mein zindagi K Liye
Khoshion Se Naraz Hai Meri zindagi,
Pyar Ki Mohtaaj Hai Meri zindagi,
Hans Laite Hain Dunya Ko Dikhaney K Lye,
Warna Dard Ki Kitab Hai Meri "zindagI"...
Jab Badlon Ki Gehrai Mai Dekha To Chehra Tera Tha
Jab zindagi Ki Sachai Mai Dekha To Chehra Tera Tha

Gulshano Gulistan Mai Jab Mere Qadam Paray
Har Phool Ki Ranai Mai Dekha To Chehra Tera Tha

Apne Mile Bohat Aur Mil Kar Woh Phir Bichar Gaye
Apno Ki Is Wafa Mai Dekha To Chehra Tera

Khoone Jigar Se Ki Hai Ye Dastan Maine Raqam
Aur Aisi Roshnai Mai Dekha To Chehra Tera Tha
Aye Khuda Meri Ibadat Meri Dua Qabul Karna
Mera Sapna Meri Chahat Ko Sach Karna
Wo Jise Manga Hai Main Ne Tujh Se
Usse Hamesha Abad Rakhna
Agar Ho Koi Khata Uss Se
Tou Mujhe Dena Saza Uss Ki
Na Aiy Koi Ghum zindagi Main Uss Ki
Har Lamha Bass Yahi Dua Hai Meri
Agar Ho Sakay Tou Mujh Par Aik Karam Karna
Jo Udas Hain Tere Hijar Mein
Jinhe Bojh Lagti Hai zindagi
Sar-E-Bazam Youn Inhe Dekh K
Tera Munh Chupane Ka Sukria
Jo Zamane Bher Ka Asool Tha
Wo Asool Tu Ne Nibha Dia
Yehi Rasm Thehray Gi Moutbar
Tera Bhool Jaane Ka Sukria
Aik Zara Si Ghalti Se Shaak Ki Zard Tehni Pe
Phool Badgumani K Iss Tarah Se Khilte Hain
zindagi Se Pyare Log Bhi Phir?
Ajnabi Se Lagte Hain
Humse Wafa K bare Mein Jo Chahe Poch Lo
Lakin Wafa Ki kia Hai Saza Ye Na Pochna
Raste Mein Kon Mila Yeh Pochna Shoq Se
Kis Kis Ka Saath Chot Gia Yeh Na Pochna
Kia Humne zindagi Ko Dia Sab Ko hai Khabar
Kia zindagi Ne Humko Dia Ye Na Pochna
Apni Chahath Ka Kabhie Izhaar Math Karna,
zindagi Mein Kabhie Pyaar Math Karna,
Humne Bhi Ki Thi Yahi Ghalthi,
Aur Unhone Keh Diya Mera Intezaar Math Karna.
kIYA HAI WADA USNE PAANCHWEN DIN AANE KA,
.
.
.
.
.
.
.
.

YE JANTE HUE K CHAR DIN KI zindagANI HAI.
zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi zindagi Jee Lete Hain.
Khushi Mili Lekin Hans Na Sakey,
Gham Mila Lekin Ro Na Sakey,
zindagi Ka Yahi Dastoor Hai,
Jise Chaha Use Paa Na Sake
Jise Paya Use Chah Na Sakey..
Tamam Raat Diye Pani Mein Jalati Rahi
WO Yaad Aata Raha Mein Usey Bhulati Rahi
WO Meri Nazam Ka KOi Udas Misra Tha
Mein Jisko Wehsat-E-Sehra Mein Gungunati Rahi
Nahi Pehle Koi Tha Tujhse Pehle Na Baad Mein Aaya
Ye zindagi To Mujhe Younhi Aazmati Rahi