zehar SMS Messages26 messages


Piyas Aesi K Pee Jaon Aankain uski
Naseeb Aesa K moyasar zehar B Nahi
Be-Los Wafain Koi Hum Se Seekey
Jisey Toot K Chaha Usey Khabar Nahi
Deepak raag hai chaahat apni kyu sunaaye tumhe
hum to sulagte hi rehte hai kyu sulgaaye tumhe

tark-e-mohabbat, tark-e-tamannaa karne ke baad
hum pe yeh mushkil aan parri hai kaise bulaaye tumhe

sannaataa jab tanhaayi ke zehar mein bujhta hai
vo ghadiyaa kyu kar katti hai kaise bataaye tumhe

jinn baato ne pyaar tumhara nafrat mein badlaa
darr lagtaa hai vo baate bhi bhool na jaaye tumhe.
Kisi ne door se dekha koi qareeb aaya
Ameer shehar main jab bi koi ghareeb aaya

Hawa main zehar gola paniyon main aag lagi
Tumhare bad zamana bara ajeeb aaya
Pyaas Aaysi K P Jaoon Ankhain Uski
Naseeb Aaysa K Mayesar zehar Bhi Nhi...
guzarish hai aaj kuch kah lyny do,,
mujhy mairi dunia main jee lyny do,,
brra hi kathen hai ye rasta,,,,,
mujhy mairi rahoon pe chal lyny do,,
brri purfraib hain nigahain ye sari,,
zrra khud ko en se bcha lyny do,,
mairy lafz lafz main zehar bhrra hai,,

brri tallakh dastan hai suna lyny do,,
jo taana bani hai mairi zindagi tou,,
esy b dharknoon main bssa lyny do,,
kabi rakh ban k na bikhron gi hergiz,,
zrra shama ban k tou jal lyny do,,
mairi nazer main khab hain na manzil,,
tanveer chunaaoo kisi ka tou kr lyny do,,
Shayad mohabbat karne ki saza hai,

Jo ye judai ka zehar peete hai.

Humara dil to unke paas hai,

Kabhi socha hai usne hum kaise jeete hai.
Is Peyari pryari Rena ko
Is Dukh bhari chena ko
Abhi Marna nahi tha jeena tha
Kuch zehar dukhon ka peena tha
Is Chanda jesi Soorat ko
Abhi marna nahi tha jeena tha
Par maar deya hallat ne us ko
Cheen li Waqat na har khuahish
ho gai Chiriya band Zindan mein
Phir to us ko rona tha
Dukh ki baat to ye ha ke
Us Sohni Sohni Chiriya ko
Abhi marna nahi tha jeena tha.
Yad me unki jal rahe hai

dur reh k vo mujse kya kar rahe hai

jagi to kai khwahishe mann me meri

unhi khwahisho ko zehar banaa k mar rahe hai
Jaise lohe ko loha kaatta hai,zehar ko zehar kaat ta hai, Heere ko keera kaat ta hai,Waise hiee ek din tumko kutta katega....
Two snakes sitting in the jungle, Female snake tried to kiss the male snake, Suddenly male snake turned and started singing ''zehar hai ki pyar hai tera chumma''!
Man saw snake on bed of his Mom-in-law.
Man 2 snake : Meri saas ko dans le.
Snake : Kya dansle ? Mai usse hi to apna zehar recharge karvata hun.
Man saw a snake on bed of his Mother-in-law.

Man to snake: Meri saas ko das lay.
Snake: Abay Kya das lay? Main esi say to apna zehar recharge karwata hon.