ye dil SMS Messages77 messages

Roz kisika intezaar hota he,
roz ye dilbekarar hota he,
kaash ke koi samaj pata,
ki chup rehne walo ko bhi kisise behat pyar hota hai........
ye dil Ki Baat Nahi Kisi kO Batane Ki

Azal Se hi reet Hai Jug Se Isay Chupaane Ki

Bohat Sehel Hai Wada Wafa Ka Ker Lena

Zara C Daal Lo Aadat Isay Nibhane Ki

Samait Sakte ho Jeet Kab Apni Muthi Main

Humain Tou Pehle Hi Aadat Hai Haar Jane Ki

Humain Khanar Thi kisi Roz Chorh Jao Ge

Nahi Hai Zarurat Tum Ko Kisi Bahane Ki
Ye Kia HAr Dam Kisi Ki Mannatai''n Kerna
Kia Isi Ko Kehte Hain Mohabbatai''n Kerna

Jo Apni Qismat Main Hai Milay Ga Wohi
Kis Baat Pe Hai Rab Se Shkayaytai''n Kerna

Ye Pagal-Pan Nahi Tou Aur Kia Hai Phir
Zameen K Ho Ker Aasman Se Baghawatai''n Kerna

Bohat Ker Cuka Hai Logo''n Pyar ye dil
Ab Koi Sikhaye IsKo Nafratai''n Kerna

Pehle Yaad Kerna Usay Phir Rotay Rehna
Jane Kab Chore Ga Dil Ye Harkatai''n Kerna . . .
Bhid Mein Tanha Hai, Khudpe Hum Hairan Hai,
Bewajah Muskuraye dil Deewana Mera..
Mitne Lagi Hai Ab Sari Majburiyan,
Ab Tum Bhi Mita Do Dil Se Dil Ki Duriyan...
Suno aisa nahi karna

Mai pehle hi akela hu

Muje tanha nhi karna,

Judai aa b jaye to

ye dil chota nhi karna

Bohat musroof ho jana

Muje socha nhi karna,

Barosa b zarori hai

Magar sub ka nhi karna

Muqadar to muqadar hai

kabi shikwa nahi karna

Meri takmeel tum se hai

muje adha ni karna

suno asa soocha nahi kerna
Dhadkan ke liye dil chahiye,
Dil ke liye pyaar chahiye,
Pyaar ke liye khushi chahiye,
Khushi ke liye yaar chahiye,
Aur yaar ke liye aap chahiye.
Iss Duniya Ki Bheer Mein Koi Tanha Nahi Ye Zaroori Tu Nahi... Hanstey Laboon Kay Peechay Koi Siski Na Ho Ye Zaroori Tu Nahi... Muskarati Aankhoon Kay Peechey Koi Aansoo Na Ho Ye Zaroori Tu Nahi... ye dil Under Say Tootey Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day Ye Zaroori Tu Nahi... Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day Ye Zaroori Tu Nahi... Duniya Aapne Diya Hue Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey Ye Zaroori Tu Nahi
Kabhi dil na mera liya hota
Ya wada hi na kiya hota
Dena mujhe jo zakhm tha
Itna gahra to na diya hota

Kiska gunaah kahain isko
kis kambakht se gila hota
hota khuda hi meri taraf
ya sanam na bewafa hota

iska bhi koi hisaab hai
rishta koi to raha hota
Jab ashk hi bahe the to
ye dil bhi bujh gaya hota

"Meri aah sun ke wo bola
GHam-e-zikr kyun kiya hota
dard-e-dil ku''redne se to
behtar tu mar gaya hota"
"Nazam of the Year"

November guzr chuka hai,December guzr raha hai,
Aj Chabees (27) ho chuki haiUmeed kho chuki hai
Tak tak k tera rastaHar dharkan thum chuki hai
Ratein hain boht stati
Kuch aur din hain baqi
Phir naya Saal ho ga
Phir wohi haal ho ga
Dhondon gi tujhe din
ko
Har lamha har sa''at ko
Ik bar tu ayga
Keh de k tu ayega
Is Saal nahin lakin
Aglay bars ayega
ye dil behl jayega
Jhotey tery wadon par
Qasmon par iradon par
Behla hai ye pehly b,Ye phir behl jayega
Novembr guzr chuka hai
December guzr raha hay...
= * = SUNO = * =

Suno Hum Toot Jayenge

K Duuri She Na Payenge

Judaai Maar Dale Gi

Suno Ye Aankhain Bojhal Hain

Inhain Kaise Behlayen Ge

Suno Hum So Na Payen Ge

Judaai Maar Dale Gi

Suno ye dil Tumhara Hai

Mera Ye Tum Se Wada Hai

Suno Ab Aisa Mat Kerna

K Sach Much Toot Jayen Hum

K Phir Simat Na Payen Hum

Suno Meri Jaan Sirf Tum Ho

Meri Kul Kainaat Tum Ho

Suno Mohabbat Kam Nahi Hogi

Kabhi Bhi Kam Nahi Hogi . . .
Wo lamhe hame yaad na rahe to kya hoga,
Tere siya kuch bhi aabad na rahe to kya hoga,
Aise hai ye dil ki majburiya kaise batoo,
In saanso me ab tera naam na rahe to kya hoga.
main tum say bicher ker nahi faryaad keroonga
ye bhool jaoo k main tumhay yaad keroonga

is shehr e baywafa main wafa ki qadr kahan
ab ja k main sehraoon ko abad keroonga

ger dil k taluq say hay inkar wo kerta
main rooh k rishtay say bhi azad keroonga

shayad khushi sakoon main rahat na mili hoo
gham day k apnay dil ko main ab shad keroonga

dil bhi udaas rah k ab ukta sa gia hay
ab to niya hi shughl main ijaad keroonga

hay mera zarf teri wafa say kahiin barh ker
ay baywafa tujhay main kion barbaad keroonga

tu bhi bichar gia hayye dil bhi udas hay
kis say biyaan apni main roodad keroong