yade SMS Messages40 messages

Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya,
Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya,

Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main,
Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya,

Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se,
usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool gaya
yade aansu hoti to jhalak jati,
yade likhawat hoti to mit jati,
yade to zindgi me basa wo ehsas h jo lakh kosiso k baad b labjo me nhi simat
pati....
jhoot ehsas ki qandeel ko bujha deta hai
mujhe INSAN samjh khud ko farishta na bana
apni yaden tu mere dil main rehne de
is mehkte hue gulzar ko sehra na bana
Aaj barish hoo rahi thii,
aaj phir in boondon main yad thee thumhari
na jane kya kashis the rimjhim in barish ke boondon main
jo mujhe kheech le jatee hain tumhare pas
ye janta hoon ki nahi chatee ho tum mujhee
par zaroori to nahi ki is bat ko main manoo bhi,
Jo kabhi milogi to poochunga tumse
kya ye barish tumhe bhi satatee hain
pyar na sahi
nafrat se bhari humari bhi kuch yadeen latee hai.
Ae naye saal bta tujh me nya kya hy

Hr taRf khLq ne Q shor mcha rkha hy

Roshni din ki wohi
Taron bhri rat wohi

Aj hm ko naZr aati hy hr bat wohi

Aasman bdla hy na bdli ye afsurda zmeen

1 hindsy ka bdLna koi jidat to nahi

Agly brson ki trha hongy qrine tere

Kisy malom nhi 12 mahine tere

Besbab dete hy Q log mubark baden

Sb kya bhol gaye wqt ki krwi yaden

Tu naya hy to dikha subha nayi, sham nayi

Wrna in ankhon ne dekhe hy naye saal kaee... (=,-)
Nah jane kiun mera peeccha karti hein
yadein uski essa hamesha karti hein

bholna chahoon bhi tu bhula nah paaon usse
sanson se uski muattar hawaein aaya karti hein

fizaein ithlati hein uske badan ko choo kar
subak kharami dekh ke uski samander mein lehrein utha karti hein

phool uske lab o rukhsaar ki balaein lete hein
palkein utha ke dekhey tu dilon per bijliyan gira karti hein

ab tum hi batao kesse chuppon uss se jimmi
har pal har jageh uski ankhein mujhey dekha karti hein
Main thak gaya hoon janan
kandhon pe daale kab se
beetey dinon ki yaden
tumhari rah guzar mein
gumsum khari hua hoon
ik aas si hai dil ko
palto ge tum kabhi tou
lekin ay mere janan
tumse meri taraf tak
jitne bhi raaste hain
woh badgumanion ke
kanton se bharr chuke hain
kanton mein meri khatir
koi raasta bana lo
bass ab mujhe "" Mana
lo ...!!


Plz sirf 1 bar kehdo

sirf ek bar..

December ki wo yaden mujhe lota do,

wo bhegi bhegi ratain,

wo haseen lamhaat,

jub tum mere bilkul qareb aaker,
ankhon me ankhain dalkar,

jub tum ne..

kaha!

Aande lee loo, garam aande


Plz sirf 1 bar kehdo

sirf ek bar..

December ki wo yaden mujhe lota do,

wo bhegi bhegi ratain,

wo haseen lamhaat,

jub tum mere bilkul qareb aaker,
ankhon me ankhain dalkar,

jub tum ne..

kaha!

Aande lee loo, garam aande
Tujhey dekha to yeh jana sanam,

Tu beingha aur mein kana sanam,

ab yahan sey kahan jayen hum,

teri ankhon mein dub jayein hamein,

Ankhein teri sapney merey,dil tera yadein teree,
tera hai kya sab kuch mera jaan meri yadein meri,
Teri ankhon mein ansoon terey aagaye muskuraney laghey phir to hum,
Jab Sanam Teri yaden Ati Hain
Kya Kahn Hamen POTIYAN Lag Jati Hain
Hamari Yado K Lamhe To Tmhain Satate Honge
POTIYAN Na Sahi PADD To Tumhe B Atey Honge ;->
Jab Sanam Teri yaden Ati Hain
Kya Kahn Hamen POTIYAN Lag Jati Hain
Hamari Yado K Lamhe To Tmhain Satate Honge
POTIYAN Na Sahi PADD To Tumhe B Atey Honge ;->